COVID-19

8 Corona virus myths and facts in Hindi | Kya gaumutr se corona ka ilaaj ho sakta hai ? | covid 19

Hello guys !!!

Is video me Corona se related myths k baareme bataya Gaya hai. Aasha hai aap ise pasand karenge.

Myth 1 : Kya Corona se prabhavit hone par insaan Mar jaata hai ? [ can corona Virus kill the infected person ? ]

Myth 2 : Kya thermal scanners ya thermometre se corona ka pata lagaya ja sakta hai ? [ Can IR thermometers or thermal scanners detect corona Virus ? ]

Myth 3 : Kya Corona machar k kaatne se ya makkhiyo se phelta hai ? [ Can corona virus spread through mosquito bites or by Houseflies ? ]

Myth 4 : Kya Corona Virus paaltu jaanwar jaise kutta ya billi se phelsakta hai ? [ Does corona virus spread by dogs and cats ? ]

Myth 5 : Kya naak ko baar baar saline se saaf karne se corona nahi hota ? [ Does cleaning your nose frequently with saline protect you against corona Virus? ]

Myth 6 : Kya gaumutr se corona ka ilaaj sambhav hai ya corona nahi hota ? [ Can cow urine protect you against covid-19 ]

Myth 7 : Kya pneumonia ki vaccine se corona virus se bacha ja sakta hai ? [ Can vaccine for pneumonia save us from covid 19 ? ]

Myth 8 : Kya alcohol ya chlorine peene se corona se Bach sakte hai ? Kya koi dawai corona se bacha sakti hai ? [ Does consumption of alcohol or chlorine or taking any medicines such as vitamin C or Hydroxychloroquine save from corona virus ]

If you like the video , Do like comment share and subscribe to our channel.

Thankyou ! Jai Hind !