COVID-19

Herd Immunity ke baare me media kabhi nahi bolte covid19 mamle me | herd immunity in india

Herd Immunity ke baare me media kabhi nahi bolte covid19 mamle me | herd immunity in india. I am following dr biswaroop roy chowdhury.
Dosto,
ABP news channel pr ek maah pehle bola gya tha ki icmr ke survey ke anusaar, Delhi Mumbai jaise mahanagaron me 40% logo me covid19 ke liye herd immunity aa chuki hai. Abhi tak to herd immunity 60% tak pahuch chuka hoga. Parantu yeh news sirf 3-4 hours hi, kuchh channels par dikhaya gaya. Uske baad se abhi tak herd immunity ke silsile me koi bhi baat nahi batayi jaa rahi. Ham sab jante hai ki jab kisi bimaari ke liye community me 60% tak herd immunity develop ho jaati hai, tab us bimaari ko pandemic nahi maante. Herd immunity kaa matlab hai ki hamare body me corona virus ka antibody ban jaate hai. Ye antibody shareer me virus ko maar dete hai. Par in sab baato ko kabhi bhi media me dikhate nahi hai.
Dhanyawad.

#herdimmunity #herdimmunityinindia #covid19 #quarantine #pandemic #bishwaroopraychaudhry #mdmctuhina #mydreammycreationtuhina